Gulon mein rang bhare baad-e-naubahaar chale
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho
Kahin to behr-e-khuda aaj zikar-e-yaar chale
About Faiz Ahmad Faiz
Pakistani poet and author of Urdu and Punjabi literature.
More from Faiz Ahmad Faiz
Gulon Mein Rang Bhare
0:00 / 0:00